Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Monica Bedi, Sadashiv Amrapurkar, Salman Khan, Shakti Kapoor, Urmila Matondkar Music Director: Anu Malik Director: Andalib M Sultanpuri Producer: Bubby Kent Lyrics: Majrooh Sultanpuri Year: 1999
Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana - 2 Dulhan banaake humko rajaji le jaana Sab ki baaraatein aayi Chaaha tha maine, socha tha maine Kya kya the armaan dil nadaan ke Aankhon mein aansu aaye Ho, aankhon mein aansu aaye par koi na aaya Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana Sab ki baaraatein aayi In aankhon mein thi ek raat saji Haathon mein kabhi choodi si baji Par aankh khuli to aaya nazar na raat saji na choodi baji Mera toota tha dil, uski jhankar thi Saara voh rang tha mere khoone dil ka Yeh to hai rona dil ka Haan, yeh to hai rona dil ka kaahe ka taraana Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana Dulhan banaake humko rajaji le jaana Sab ki baaraatein aayi Aa aah, aa aah, aa aah Chalo jo bhi hua, voh khoob hua Ab har koi mehboob hua Hai sab ke liye yeh raat meri ab to hai yehi aukaat meri Haske bheege palak chamkaana hai Sooni baahein ada se laheraana hai Gham khaake aansu peeke Ho, gham khaake aansu peeke mehfil mein gaana Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana (Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana Dulhan banaake humko rajaji le jaana) - 2 Sab ki baaraatein aayi Aa aah
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact