Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Ritesh Deshmukh, Brande Rodrick, Hrishitaa Bhatt Music Director: Anand Raj Anand Director: Apoorva Asrani Producer: Puja Films Lyrics: Dev Kohli Year: 2003
India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon He Thodaa Saa Mujhko Qaraar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon You Wanna Wanna Know The Silver Line Sapney Saje Hain Nigaahon Mein Udtaa Hoon Main In Havaaon Mein Khushiyaan Bikhere Jo Raahon Mein Bhar Loon Use Apni Baanhon Mein Shohrat Mujhe Beshumaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon Ho Kitne Hasin Ye Nazaare Hain Sundar Ye Pariyon Kaa Melaa Hai Apnaa Banaa Le Koi Mujhe Dil Meraa Kitnaa Akelaa Hai Dilvaalaa Koi Mujhe Yaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon Ho O Apnaa Vatan Yaad Aataa Hai Us Mitti Se Meraa Naataa Hai Pardes Mein Uski Khushboo Kaa Jhonkaa Koi Aa Hi Jaataa Hai Har Lamhaa Mujhko Khumaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon Hey Thodaa Saa Mujhko Qaraar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact