Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Shekhar Suman, Tanaaz Currim, Gauri Karnik, Raj Zutshi, Himanshu Jhunjhunwala, Vishwajeet Pradhan, Rajesh Vivek Music Director: Siddharth Shrivastav Director: Manu Chobe Producer: Lyrics: Year: 2008
Sab ganya ki maaya hai.. Dhoop kahi kahin chhaaya hai.. Ek ruhaani saaya hai.. Arre bhaago ganya aaya hai.. Sidhe ko ulata hi dekho Ulata samajh toh aata hai.. Ulata samajh gaya jo Aakhir wahi toh sidha jaata hai.. Ulata sihda bhaad mein jhinko aur karo phir manmaani.. Goli maaro duniya ko tum Bol gaye ganya swaami.. Sab ganya ki maaya hai.. Dhoop kahi kahin chhaaya hai.. Ek ruhaani saaya hai.. Arre bhaago ganya aaya hai.. ho o o o o........ Soch sochake samajh yeh jaao.. (Sochake kuchh nahi hota hai) -2 Bin soche jo kaam kare woh.. (Bechake ghode sota hai) -2 Sote sote sapane dekho Sapano mein jeevan aabha.. Sapane hi toh sach hote hai Bol gaye ganya baaba.. Sab ganya ki maaya hai.. Dhoop kahi kahin chhaaya hai.. Ek ruhaani saaya hai.. Arre bhaago ganya aaya hai.. Life mein tension kyun lene ka.. (Jine ka apani wat se) -2 Botal kholo glaas bharo ai.. (Smile karo tum phir jhat se) -2 Smile pe chhori pat jaayegi Bajega dil ka har baaja.. Tension teri kat jaayegi Bol gaye ganya raaja.. Sab ganya ki maaya hai.. Dhoop kahi kahin chhaaya hai.. Ek ruhaani saaya hai.. Arre bhaago ganya aaya hai.. Sidhe ko ulata hi dekho Ulata samajh toh aata hai.. Ulata samajh gaya jo Aakhir wahi toh sidha jaata hai.. Ulata sihda bhaad mein Jhinko aur karo phir manmaani.. Goli maaro duniya ko tum Bol gaye ganya swaami.. (Sab ganya ki maaya hai.. Dhoop kahi kahin chhaaya hai.. Ek ruhaani saaya hai.. Arre bhaago ganya aaya hai..) - 2 Submitted by Mona
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact