|
|
|
Please click on the Song
Title to listen. You will need Real Audio Basic Player, if
you don't have it, download it free from here.
|
 |
|
 |
Honeymoon Travels Pvt. Ltd |
|
Cast: Amisha Patel, Kay Kay Menon, Shabana Azmi, Sandhya Mridul, Boman Irani, Diya Mirza, Abhay Deol, Minissha Lamba, Raima Sen, Ranvir Shorey, Karan Khanaa, Vikram Chatwal, Naseeruddin Shah, Arjun Rampal
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Director: Reema Kagti
Producer: Farhan Akhtar, Ritesh Sidhwani
Lyrics: Javed Akhtar
Year: 2007
|
|
Honeymoon Travels Pvt. Ltd Lyrics
Honeymoon Travels Pvt. Ltd Videos and Trailers
Loading Honeymoon Travels Pvt. Ltd videos...please wait!
Pyaar Ki Yeh Kahani Lyrics
|
(pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
woh bhi ek daur tha
waqt hi aur tha
jab woh the ajnabi
dono tanaha se the
par woh kehte kise
baat jo dil mein thi) - 2
pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
gumsum gumsum rehte the dono
phir bhi dil mein kehte the dono
koyi sapana hum bhi to paayein
ek din tute ghum ke woh ghere
jhilmil jhilmil aaye savere
mausam badala jaagi fizaayein
woh mil gaye, woh khil gaye
aur pyaar ho hi gaya
jo maanga tha, woh paaya to
hosh kho hi gaya
pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
haule haule abb woh deewaane
gun gun gaaye dil ke taraane
sun sun jhumein saari hawaanyein
dhadkan dhadkan hai behaki behaki
mann mann, mann mann, chaahat hai mehaki
sapane apane jaadu jagaayein
phir dekhoge, toh jaanoge
kya hai nasha pyaar ka
yahi sochoge, yahi chaahoge
sun rahi ye sada
pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha, ek ladki thi
woh bhi ek daur tha
waqt hi aur tha
jab woh the ajnabi
dono tanaha se the
par woh kehte kise
baat jo dil mein thi
|
|
|
|
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
|
|
|
|
|