Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Dishant Top10 on iGoogle
Cast: Music Director: Director: Producer: Lyrics: Year: Got Lyrics? Click Here to Submit Lyrics
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun ik aise gagan ke tale jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho bas pyaar hii pyaar pale Aa chal ke tujeh main le ke chaluun ik aise gagan ke tale jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar pale ik aise gagan ke tale Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2) chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage (2) kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile lambii sii Dagar na khale jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar pale ik aise gagan ke tale Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae laharaee (2) jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laayen (2) sapano me pali hansati ho kali jahan shaam suhaani dhale jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar pale ik aise gagan ke tale Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila ho hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho kahin bhair na ho koyi ghair na ho sab milke chalte chale jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar pale ik aise gagan ke tale aa chal ke tujeh mein leke chaluun ik aise gagan ke tale jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho bas pyaar hi pyaar pale ik aise gagan ke tale Submitted by Jeevesh Ranjan
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact