Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Ajay Devgan, Anil Kapoor, Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Manisha Koirala, Rekha Music Director: Anu Malik Director: Rajkumar Santoshi Producer: Rajkumar Santoshi Lyrics: Sameer Year: 2001
Kangna kangna kangna, ha aah Jhumka jhumka jhumka, ha aah Paayaliya paayaliya, ha aah Kangna kangna kangna, jhumka jhumka jhumka Paayaliya paayaliya Chhanak chhanak ke bole, chhanak chhanak ke bole, oh Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie Meri ada bhi hai qaatil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Koi kahe, o mujhko chhamiya Koi kahe mujhko nautanki Shaher shaher meri baatein, Mumbaiyaan Barabanki Sab kahe mujhse aake mil, aake mil baba aake mil Meri ada bhi hai qaatil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie Meri ada bhi hai qaatil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Chal chale in galiyon se Chal chale rang raliyon se Loot na le pyaase bhanwre khushboo maheki kaliyon se Yeh nahin chaahat ke qaabil, yeh nahin chaahat ke qaabil Meri ada bhi hai qaatil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie Meri ada bhi hai qaatil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til Badi mushkil baba badi mushkil Til pe atak jaaye aashiqon ka dil Badi mushkil baba badi mushkil Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact