Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Agha, Khan W M, Leela Mishra, Munawar Sultana, Shahnawaz, Surendra, Zebunissa Music Director: Naushad Director: Mehboob Producer: Mehboob Production Lyrics: Zia Sarhadi Year: 1947
tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai fariyaad hai fariyaad hai aai aasamaan fariyaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere baag ke sab phool aakhir khil gaye jin ki tamanna thi tujhe aakhir wo tujhko mil gaye mere muqaddar mein faqat gam aur kisi ki yaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu kush ke tere haath mein ummeed ka jaam aa gaya meri mohabbat ke liye rone ka paigaam aa gaya hairat na kar ai bekhabar duniya hai ek jaadu ka ghar do dil hain ek ghar mein magar ek shaad ek naashaad hai fariyaad hai fariyaad hai ai aasamaan fariyaad hai tera jahaan
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact