Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Leela M, Mukesh, Nargis, Pran, Raj Kapoor, Ramesh S, Vijayalaxmi Music Director: Shankar-jaikishan Director: Raja Nawathe Producer: Raj Kapoor Lyrics: Year: 1953
Lata: aa jaa re.. aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa ro ro ke Gham bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa.. aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa, huN huN... Mukesh: maut meri taraf aane lagi jaan teri taraf jaane lagi bol shaam-e-judaai kyaa kare - 2 aas milne ki taDpaane lagi aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa ro ro ke Gham bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re Lata: ho o o ghabraaye haay ye dil - 2 sapnoN mein aake kabhi mil - 2 aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa ro ro ke Gham bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa.. aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa, huN huN... Mukesh: apne beemaar-e-Gham ko dekh le ho sake to tu hamko dekh le tune dekhaa na hogaa ye samaa - 2 kaise jaataa hai dam ko dekh le aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa ro ro ke Gham bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact