Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Music Director: Director: Producer: Lyrics: Year:
--FEMALE-- Aah aah aah aah aah Jag ujiyaara chhaaye, mann ka andheraa jaaye Kiranon ki rani gaaye Jaago hey, mere mann mohan pyaare Jaago mohan pyaare, jaago - 2 Navayug choome, nain tihaare Jaago jaago mohan pyaare --CHORUS-- Jaago re jaago re jaag kaliyaan jaagi Nagar nagar sab galiyaan jaagi Jaago re jaago re jaago re Jaago re jaago re jaag jaag --FEMALE-- (Bheegi bheegi ankhiyon se muskaaye Yeh nayi bhor tohe ang lagaaye) - 2 Baahein failaao dukhiyaare Jaago mohan pyaare, jaago - 2 Navayug choome, nain tihaare Jaago jaago mohan pyaare (Jisne mann ka deep jalaaya Duniya ko usne hi ujalaa paaya) - 2 Mat rehna ankhiyon ke sahaare Jaago mohan pyaare, jaago - 2 Navayug choome, nain tihaare Jaago jaago mohan pyaare (Kiran pari gagari chhalkaaye Jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye) - 2 Phool bane mann ke angaare Jaago mohan pyaare, jaago - 2 Navayug choome, nain tihaare Jaago jaago mohan pyaare Aah aah aah, aah aah aah O, jaago
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact