Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Music Director: Director: Producer: Lyrics: Year:
Aayega aayega aayega Aayega aane waala, aayega aayega aayega Deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain - 2 Koi nahin chalaata, aur teer chal rahe hain - 2 Tadpega koi kab tak beaas besahaare - 2 Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare Aayega aayega aayega Aayega aane waala, aayega aayega aayega Bhatki hui jawaani manzil ko dhoondti hai - 2 Maajhi bagair nayya saahil ko dhoondti hai - 2 Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare - 2 Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare Aayega aayega aayega Aayega aane waala, aayega aayega aayega aayega
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact