Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Mithun Chakraborthy, Salman Khan, Sneha Ullal Music Director: Adnan Sami Director: Radhika Rao, Vinay Sapru Producer: Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Sohail Khan Lyrics: Sameer Year: 2005
Aa ke bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya mohabbat hai kya nazaara hai kal talak ye dil tha mera ab tumhara hai kya tamanna hai kya ishara hai hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai ho hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai dekho dekho na ab karo na mujhpe yu sitam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya ladakpan hai kya jawaani hai ab tumhare naam saari zindagani hai kya haqeeqat hai kya kahaani hai saamne mere, mere sapno ki rani hai hoo saamne mere, mere sapno ki rani hai ab saha na ab saha na jaaye mujhse doori ka ye gham jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam[female] jaan meri jaa rahi sanam[male] jaan meri jaa rahi sanam[male female together]
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact