Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Bhumika Chawla, Pawan Kalyan Music Director: Mani Sharma Director: Producer: Lyrics: Year: 2001
yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan itihaaski shuruvaat aagse huyi aag shakti hai aag zindagi hai tum sab me ek chingaari hai jise kOyi bhujaa nahi sakta jo buraayi paas aayEgi jal jaayEgi jo paap kareeb aayEgaa jal jaayEga tum sab shole ho mashaalleh ho jalte raho jalte raho jalte raho yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan itihaasko badlaa pahiyaa ne pahiya ghoomtaa hai duniya aage baDti hai tumhe bhi ek din itihaas badalnaa hai dEsh ko aage baDhaana hai tum sab aanevaale kalki saanse ho tum sab aanevaale kalki dhaDkan ho tum ruk nahi sakte tham nahi sakte chalte raho chalte raho chalte raho yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan Submitted by Pradeepthi
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact