Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Music Director: Director: Producer: Lyrics: Year:
man Dole meraa tan Dole mere dil kaa gayaa karaar re ye kaun bajaaye baa.nsuriyaa madhur madhur sapano.n me.n dekhii maine raah navelii chho.D chalii mai.n laaj kaa paharaa jaane kahaa.n akelii chalii re mai.n jaane kahaa.n akelii ras ghole dhun yuu.N bole jaise Tha.nDii pa.De phuhaar re ye kaun bajaaye baa.nsuriyaa man Dole meraa tan Dole ... kadam kadam par ra.ng sunaharaa ye kisane bikharaayaa naagan kaa man bas karane ye kaun saperaa aayaa na jaane kaun saperaa aayaa pag Dole dil yuu.N bole teraa hoke rahaa shikaar re ye kaun bajaaye baa.nsuriyaa man Dole meraa tan Dole mere dil kaa gayaa karaar re ye kaun bajaaye baa.nsuriyaa Submitted by Dina Imam
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact