Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Balraj Sahni, Bobby, Brahmchari, David, Durga Khote, Sadhana, Sanjay Khan Music Director: Ravi Director: Devendra Goel Producer: Devendra Goel Lyrics: Ravi Year: 1969
ra : kar de madad garib ki tera sukhi rahe sansaar bachhon ki kilkaari se goonje saara gharbaar aulaad waalon phoolon phalo -2 bhookhe garib ki ye hi dua hai aulaad waalon ... a : paise do paise se tumhara kuch na ghatega daulat waalon le lo duaaye nirdhan ki dhan aur badhega daulat waalon ra : usi ko mila hai jag mein jisne diya hai aulaad waalon ... a : jug-jug jiye tera laal rahe kushhaal sada tera naam karega har pal jay-jaykaar kare sansaar ye aaisa naam karega ra : bhalai ka badla bhalaai mila hai a : bhookhe garib ki ... aulaad waalon ... ra : dhanya hai vo insaan kare qurbaan jo dil ki saari kushiyaan a : apne ghar ka deepak de kar roshan kar de kisi ki duniya ra : vo insaan nahi hai ik devata hai do : aulaad vaalon ...
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact