Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Cast: Hema Malini, Randhir Kapoor, Ranjeet, Sapru, Satyen Kappu, Vinod Khanna Music Director: Kalyanji Anandji Director: Prakash Mehra Producer: Nadiadwala H A Lyrics: Gulshan Bawra Year: 1974
waadaa kar le saajanaa tere beena main naa rahoon mere beena too naa rahe ho ke judaa, ye waadaa rahaa, naa honge judaa, ye waadaa rahaa mai dhadakan too dil hai piyaa main baatee too meraa diyaa hum pyaar kee jyot jalaayein mai raahee meree manzil hai too main hoon lahar aur saaheel hai too jeewan bhar saath nibhaayein a.. a.. a. aa. aa..aa waadaa kar le jaana-e-jaan, tere beena main naa rahoo, mere been too naa rahe ho ke judaa, ye waadaa rahaa naa honge judaa, ye waadaa rahaa jab se mujhe teraa pyaar milaa apanee to hai bas yahee duaa har janam yoon milake rahenge sundar saa ho apanaa jahaan, pyaar apanaa rahe sadaa jawaan hum sukhadukh mil ke sahenge a.. a.. a. aa. aa..aa waadaa kar le saajanaa tere been main naa rahoo, mere been too naa rahe ho ke judaa, ye waadaa rahaa, naa honge judaa, ye waadaa rahaa
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact